Hello friends
To aaj hum aapke liye ek or new post lekar aayen hai mujhe ummid hai aapko yah post pasnd aayegi to aaj hum is post main batane bale hai ki Kisi bhi files ya folders ko kaise hide (chupayen) karen bina kisi application ko use kiye pc ya apne android smart phones mein keun ki kabhi kabhi hamre phone main jyada application install hone ki bajh se phone hang karne lagta hai ya kuch friends chate hai ki jyada apps install na karen to aap ya kabhi kabhi aaps work nahi karti to bhut problem ho jati hai bahut se aise files hoti hai jo personal hoti jo hum kisi ko bhi dekhana nahi chahe hai to aaj hum jo trick le kar aaye hai usko use karne ke baad aapki personal files ki problem kaatam ho jayegi to chaliye aap hamre shath shath steps ko flow karte chalenge to aap bahut hi aasani se aapni files folders pics videos ko hide kar payenge
1. Sabse pahle aapko file manager ko open karan hai
And ab rename option par click karen uske baad file ya folder ke name se pahle dot (.) Laga de or fir ok kar den aapka folder hide ho jayega
More option par click karke aapke liye show hidden files option dikhai de dega us par click kar de uske baad hide ki hui sabhi files or folders show hone lagenge
Agar aapke liye hamari yh post pasand aayi to is post ke liye share karna na bhole or kisi bhi tarah ka sawal ya sujhav ho to aap hume comment box mein comment kar ke bata sakte hai hum aapke sabhi sawalo ke jabab dene ki puri kosis karenge fir new post ke shath milte hai tb tak ke liye gudby.....thanx
Iske baad aap jis file ya folder ke liye hide karna chahte h uske liye kuch Der tak tuch karke rakhe uske baad more option par click karen

Agar aap is folder ke liye jab dekhna chahe to file manager option karen or more option par click karen
Agar aapke liye hamari yh post pasand aayi to is post ke liye share karna na bhole or kisi bhi tarah ka sawal ya sujhav ho to aap hume comment box mein comment kar ke bata sakte hai hum aapke sabhi sawalo ke jabab dene ki puri kosis karenge fir new post ke shath milte hai tb tak ke liye gudby.....thanx