Android smartphone mein hidden files ko kaise dekhte hai bina kisi application ko use kiye

Hello friends
App aaj hum aapko batane bale hai ki aap apne android phone men kisi bhi hidden files ya folders ko kaise dekh sakte hai to sabse pahle aapko file manager ko open karen

Uske baad aapko upper  right side mai more option par click karna hoga click karne ke baad aapko kuch option dikhai denge 

Isme aapko sabse niche bale option show hidden files bale option par click karna hoga click karne ke baad aapki jo files ya folders hide the wo sbhi show ho jayenge




Aagar aap sb ko yah post pasnd aayi to plzzz iske liye share karna na bholen shath me blog ko subscribe bhi kar le isse hoga yah jab kabhi bhi mai new post dalunga to aapko sb ko notification mile jayega or post miss nahi hogi 

Aagr kisi bhi post se related kisi bhi tah ki problem hone par aap hame comment box mein comment kar sakte hai or aagr yah post pasand aayi tb bhi comment karke jaroor batayn 

Thnxxxx. ..........

Android smartphone mein hidden files ko kaise dekhte hai bina kisi application ko use kiye Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous