Apne Android smartphone se permanently gmail account ko kaise delete karen~(hinglish)

Hello friends
Aaj hum aapke liye is post me batane Bale hai ki apne Android smartphone se gmail account ko kaise parmanently delete kar sakte hai to friends mujhe ummeed hai aap sabhi ko yah post jarur pasand aayegi to chaliye shikh lete hai


1~ sabse pahle aapko gmail application ko open karna hai


2~ open karne ke baad aapke liye upar ki lift side par three dots dikhai denge us par click karna hai



3~ ab jo menu open hai usme setting option par click karenge


4~ab jo menu open hogi usme right slide three dots click karna hai
5~Ab jo menu open hogi usme manage account par click karna hai
6~ manage account per click karne ke baad continue par click karna padega aap screenshot mein dekh sakte hai



7~continue par click karne ke baad ab jo menu samne aayegi setting mein scroll Karke account per click Karenge
8~Account par click karne ke baad Google par click karenge
9~Google par click karne ke baad account preferences par click karenge
10~ab delete Google services par click kareng
11~iske baad Google aapse username password puchega wo aapko dalna hai or ok kar dena hai iske baad aapka account delete ho jayega
Note~ Kisi kisi phone main settings main account option ke niche Google option hota hai to aap bha se direct yh steps follow kar sakte hain


Agar aapko hamari yah post pasand aayi to is post ko share karna na bhole or kisi bhi tarah ka sawal ya sujhav ho to aap hame comment box mein comment bhi kar sakte hai hum aapke sawalo ke jabab dene ki puri kosis karenge fir new post ke shath milte hai tb tk ke liye by.....
Thnxxxxx....

Apne Android smartphone se permanently gmail account ko kaise delete karen~(hinglish) Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous