8 mistake you are making while charging your smartphone battery.! Phone charge karte samay na karen yah 8 galtiya.!

Hello friends
Hum log phone ko charge karte samay kuch galtiya karte hai jiski wajah se hamara phone 50% slow charge Hota Hai or yah tak ki ishi wajah se hum fast charging ka bhi pura faida nahi utha pate hai to chaliye dekhte hai hum sabhi wo kon si galtiya karte hai mujhe ummid hai aapko yah post pasand aayegi agar aapko yah post pasand aaye to is post ko share karna na bhole

1~pahli galati yah hai ki hum phone ke liye airplane mode par laga kar charge nahi karte hai isse hamara phone 25% dear se charge hota hai kyunki phone network ko search karta rahta hai jisse ki hamari battery charge ke shah shath khatm bhi hoti rhti hai agar aap phone ke liye flight mode par laga kar charge karte hai to aapka phone 25% jaldi charge hoga.!

2~hum sabhi yah galti karte hai ki galat data cable se charge karte hain jb hamari phone ke shah aayi hui deta cable aati hai kuse kharab hone par hum koi bhi deta cable market se kharid lete hai jisse hamare phone par effect padta hai jo deta cable hamare phone ke shath aati hai uski taar ki gauge 24 hoti hai or jo deta cable hum market se kharidte hai uski taar ki gauge 28 hoti hai yah par 24 ke gauge bali deta cable jaldi or accha charge karti hai

3~agar aap apne phone ko full speed se charge hote hua dekhna chahte hai to aap apne phone ko off karke charge karen isse aapka phone 50% double speed se charge hoga iske liye aap jaroor try karke dekhen

4~ phone charge karne ke liye Hamesha charger Sahi prayog kare kuch log phone charge karne ke liye Apne laptop main laga dete hai yah jo normal usb port hote hai yah 0.5 ampere ki voltage dete hai jisse phone mein koi problem to nahi hoti hai lekin bahut slow charge Hota Hai to agar aapko jaldi charge jarna hai to charger ka hi istemal karen

5~charge karte samay yah jaroor check kar le ki charging mood  enable hai ki nahi ab aapko Yeh Hai charging mode Kahan Milega Yeh hai aapke liye developer option Mein milega kuch phones Mein developer option hide hota hai uske liye aap ko phone ki setting me jakar phone ke about Mein Jaana Hai or 7 baar build number per click karna hai aapka developer option so Ho Jayega option mein jakar maapko Ek option dikhai dega select usb configuration us par click karna hai agar bah media transfer par set hai to aap uske liye charging par set kar dijiye isse bhai phone jaldi charge hoga

6~ek galat hum Power Bank ke saath Bhi Karte Hain hum apne phone ke liye kisi bhi power bank main charge karne ke liye laga dete hai jabki jabki hamara phone fast charging support karta hai normal power bank 1 ampere voltage dete hai jisse hamara phone slow charge hota hai agar aap jaldi charge karna chahte hain Toh aise powerbank ko kharidna padega Jo quick charging ko support karta ho 

7~ab jo mai batane ja rha houn ho sakta hai yah paad kar sayad aap yakeen na karen aagar aap jaldi hi charge karna chahte hai to aapko wireless charging ko avoid karna hoga iska mtlb yah nahi hai ki mai wireless charging ke khilaf houn kyun ki taar deta transfer ke liye jayada capable hota hai keun ki taar bali charging main vestige of energy bhi nahi hoti

8~ apne phone mein kabhi bhi kavar lagakar charge nahi karna chahiye Kyunki aapki battery jitni cool rahegi utni jaldi charge hogi Hamare phone mein Lithium battery hoti hai jinhe ek temperature Chahiye Hota Hai 5 degree Celsius se 45defree Celsius tak to agar aap charge karte samay cover ko Hata deti Ho to usko madad milegi is temperature ko maintain karne mein jiski wajah se battery jaldi charge hogi

Mujhe ummid hai aapko yah post pasand aayi hogi to is post ke liye share karna na bhole aagar aapke kisi bhi tarah ke Sawal ya sujhav hai to aap hamare liye comment box mein comment kar sakte hai to friends fir milte hai new post ke shath tb..tk.ke liye by...

Thnxxxx....

8 mistake you are making while charging your smartphone battery.! Phone charge karte samay na karen yah 8 galtiya.! Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous