Youtube Videos Ko Monetize Kaise Kare oar AdSense se kaise connect karen

Hello blogger
Aaj hum aapko batane bale houn ki YouTube videos ko monetize or AdSense se keise connect karte hai aap log yah to jante hi hai ki YouTube kitni popular site hai log isse lakho karoro rupye se bhi jayda rupye kama rhe hai YouTube se paise kamana koi muskil kaam nahi hai bas YouTube se earning karne ke liye aapko itna karna hai ki videos bana kar YouTube par upload karne hote hai iskeliye aapko YouTube par gmail account se login karna hoga or videos bana kar youtube par upload karne honge uske baad aapko videos ko monetize karne ke baad AdSense account se connect karna hai fir aapki earnings start hojati hai jab koi aapki videos ko dekhta hai to videos me ad show hote hai jab koi aapke videos me show hone Bale ad par click karta hai to aapki kamai hoti hai

Is post me mai aapko you youtube videos ko kaise monetize karen or AdSense se kaise jode  steps by steps batane ja rha houn so aap post ko last tak read karen
1. Sabse pahle  www.youtube.com website par jaye.
2. apne gmail account se log in kare.

agale step me aapke account  ko open karna hai.


Yuotube ke samne wale icon – menu option par click kare. bad me My Channel par click kare. Video Manager par click kare. Video manager pe cliick karne pe Aapke channel ke upload kiye sabhi videos aapko dikhai denge.


Ab Aapko Dekhna ye hai Ki Aapne pahle kabhi YouTube Video Monetize Enable nahi kiya hai na. Agar Aap pahli bar YouTube Video Monetize kar rahe ye To Aapke Videos Ke samne Iska Button Show nahi honga. is tarh…

YouTube Videos Monetize Enable kaise kare ?

ab aap apne account keChannel option par click kare

Monetisation ke samne Enable par click kare.
 Ab ek new window khulegi. usme
Enable My Account par click kare.

Enable My account ke Button pe click karne pe popup page open hoga.
 youtube poolicy ko pad kar  1 , 2 or 3 sabhi par tick kar de.
  1. I accept par click kar de. 
  2. ab ek New popup Vindows open hogi. usme   Monetize  par click kare isake bare me padh sakte hai.  fir Go it  par click kare.
    aap jaise hi Go it par click karenge to aap direct apne account ke video manager wali window me pahuch jayenge. yaha par aap dekhenge ke aapki video ke samne dollar ka blue nishan hai. iska matlab aapka video monetize ho gaya hai.
    Note : Agar Aapka Videos Copyright hai to isake samne Aap Dollar ka Icon nahi dikh sakte , matlab aap is videos se kamai nahi kar sakte.
    lekin abhi aapke videos pe ads dikhai degi isake aapki earning nahi hogi kyuki aapne abhi tak youtube video monitize  kiye hai, adsense se jodna abhi baki hai.

3. Youtube video ko adsense se kaise jode ?

Adsense Account ko Youtube Channel se jodne ke liye fir se 
CHANNEL section me jaye.

Yaha par aap dekhege ki Monetization ke saamne ek Green Dot aa raha hai. ye sign enable ka hai
Monetization ke saamne jo likha huaa hai usme ek link hai. “View monetization setting” ke naam se us par click karen 
How will I be paid? par click kare associate an AdSence account ki link par click karen 
associate an AdSence account ki link par click karen 

  1. ab Next button par click karen
  2.  ab jo window khule usme  Sign in par click kare.
    1. apni bhasha select kare.
    2. Continue button par click kare.
      ab aapke samne adsense account ke ek information window khulegi. jisme aapke address ke bare me pucha jayega. isme aapko sari jankari sahi sahi bharni hai kyuki aapke btaye address par ek process  aati hai usme aapke address ke verify ke code honge jo aapko adsense account me dal kar apna pata verify karna hai. address verify hone ke bad hi aapko payment milegi.ab aap mere Article pe Pahunch jaye :: Is article Ke Step ko Follow Karke Adsense Account Bana Lijiye .
      Readab aapke samne adsense account ke ek information window khulegi. jisme aapke address ke bare me pucha jayega. isme aapko sari jankari sahi sahi bharni hai kyuki aapke btaye address par ek process  aati hai usme aapke address ke verify ke code honge jo aapko adsense account me dal kar apna pata verify karna hai. address verify hone ke bad hi aapko payment milegi.ab aap mere Article pe Pahunch jaye :: Is article Ke Step ko Follow Karke Adsense Account Bana Lijiye .

      last me Jab aap jaise hi Submit My Application par click karenge to aap wapis apne youtube account par pahuch jaoge. ab aapke samne aysi window khulegi.
      ye MSG dekhe to samj le ki aapka youtube account adsense account se jud  chuka hai. ab aapko achhi earning ke liye naye naye videos upload karne hai. upload kiye videos ko jyada se jyada share karke jyada view pane ki koshis kare, kyu ki videos se earning ke liye videos pe jyada view aane jaruri hai.


      Agar aapne mere sath apna youtube account adsense se connect nahi kiya hai to der mat kijiye or jaldi se apne account ko adsense se jod lijiye or paise kamane shuru kar dijiye. Agar aapko is process ko follow karne me kahi par koi problem aaye to aap humse comment me is bare me apne sawal puch sakte hai.

      I hope aapko ye post pasand aayegi or aapko youtube se paise money earn karne ke bare me achhi jankari milegi. So plz ise socila media par apne dosto ke sath share jarur kare.

Youtube Videos Ko Monetize Kaise Kare oar AdSense se kaise connect karen Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous