Android phone ko kaise root karen without computer working trick all Android phone 2016

Hello friends
Aaj hum aapko is post me batane Bale hai ki aap bina computer ke phone root kaise karen aagar aap apne phone par apna pura control karna chahte hai to aapko phone ko root karna padega to agar aap phone ko root karna chahte hai to aap steps by steps follow karen yah trick 100% shabhi Android phones par kaam karti hai to post ko last tak read karen.

To aapko phone root karne ke liye kingo root app ko download karna hoga is app ko download karne ke liye aapko niche diye gaye download button par click kar ke download kar sakte hai
   【Dawnload>>>】 
App ko download karne ke baad install kar lein uske baad aap ko open karen open karne par aapko bhich me root likha huaa dikhai dega us par click karen root ki processing start ho jayegi
10 minutes intjaar karen jab processing puri ho jaye to phone ko off karen or fir on karen or menu me check karen kahi par superuser app install dikhai degi agar aapke phone me superuser app install ho gai hai to aapka phone root ho chuka hai ya aap playstore se root checker app download kar ke bhi check kar sakte hai
Note:- phone root karne se phone break ho sakta h iske liye hum or hamara blog jimedar nahi hoga
Agar aapko is process ko follow karne me kahi par koi problem aaye to aap humse comment me is bare me apne sawal puch sakte hai.
I hope aapko ye post pasand aayegi or aapko Android phone keise root karen ke bare me achhi jankari milegi. So plz ise socila media par apne dosto ke sath share jarur kare.

Android phone ko kaise root karen without computer working trick all Android phone 2016 Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous