blogger blog par new post likh kar kaise publish karte hai

blogger blog par new post likh kar kaise publish karte hai iske baren batane bale hai bahut se friends aise hai unhone blog to bana liya lekin post kaise likh kar publish karte hai iske bare mein jankari nahi hai to aaj hum is post main yah batane bale hai  ki blogger blog par new post new post likh kar kaise publish karte hai to agar aapko nahi to aap is post ko last tak jarur read karen mujhe ummid hai aap logo ko yah post pasand aayegi  or aap ki kuch help hogi to chaliye shikh lete hai ki "blogger blog par new post likh kar kaise publish karte hai "

1~sabse pahle blogger.com ko open karen uske baad uske login karen
login karne ke baad create new post par click karen upar diye gaye screenshot ki tarah click karne par aapke samne ek new popup window open hogi or agar aapne abhi tak blog nahi banaya hai to blogger par blog kaise banate hai padhne ke liye click karen 


useful ~     





1~ sabse phle aapko post ka title likhna hai title aisa ho jisko padne ke baad user samjh paye ki aapki post mein kya hai yah kis se related hai 


2~mein aap aapko apni jankari type karni hai jo jankari aap dalna chahate hai post mein aap jis bare mein likh rahe hai jankari puri honi chahiye jisse user ko or kisi jagah par search karne ki jarurat na pade or fir kbhi bhi usko jarurat pade to sabse pahle aapke blog par aaye aap jo post likh rahe hai usme 1000 se 2000 word hai to bahut acchi baat hai 
3~ mein diye gaye option ko use karke image jarur dale keunki agar user ko kuch bhi samjh na aate to wo image ko dekh kar samjh sakta hai keunki 1 image 1000 ke barabar hoti hai usme koi bhi sak nahi hota 
3~ ke options ko use karke aap font ko bold Italic kar sakte hai image add kar sakte hai audio add kar sakte hai link Daal sakte hai color add kar sakte hai and more

4~ mein sabse phle aapko label add karne hai label 4-5 se jyada aad naa karen
permalink~ mein aap post ke link ko edit kar sakte hai or apne hisab se daal sakte ha
description~ mein aapko  140 word ka description dalna hota hai Google yahi users ko dikhata hai 
post ko puri tarah se likhne ke baad mistakes ko check kerne ke liye save kar click karen  save par click karne se agar koi bhi error nahi aaya to publish par click kar dijiye aapki post publish ho chuki hai

I hope aapko ko yah post  ppasand aayi hogi agar pasand aayi to is post ke liye social media par apne friends ke shth share karna na bhole agar aap blogging , money making , hacking , technology se related jankari chahiye to aap hamre blog ke liye subscribe kar sakte hai agar aapka kisi bhi tarah ka sawal yah sujhav hai to aap comment box main comment kar ke bata sakte hai .

blogger blog par new post likh kar kaise publish karte hai Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous