Developer Options Kya Hai? Developer Options ke liye hum Kaise Enable kar sakte hai...?

Hello friends kya aapke mind mein bhi is Tarah ke sawal aa rahe hai

Developer Options Kya Hai..?Android Mobile Me Developer Option Kaise Enable Kar sakte hai...?Devloper Options se Kya Kya Kar Sakte Hai..?

Ya aapko nahi pata to aap is post ke liye last tak jarur read kijiye kyunki is post mein yahi batane bale hai mujhe ummid hai aapko yah post pasand aayegi

  • Developer options kya Hai..?
Dosto Developer options Android phones mein hidden feature hai jise bare main mostly smartphones users nahi jante hai developer options ke liye users ki extra requirements ke liye banaya gaya hai yah Android ke advance feature hai yah yah options specially developers ke liye hai jo application/software ki testing wagairah karte hai

  • Developer options ki madad se hum kya kya kar sakte hai..?

>Developer options enable karke aap phone ki performance ko bahut fast kar sakte hai

>background mein chalne bali application ko manege kar sakte hai

>aap apne phone ki screen par CPU details dekh sakte hai

>app developer options ki madad se or bhi bahut se kaam kar sakte hai

Useful:-

  1. Whatsapp par colorful or stylish text mein message kaise likhte hai...?
  2. Whatsapp par kaise pata karen jo message send kiya tha wo message kis time Read kiya ya nahi kiya...?
  3. How to Track WhatsApp Profile~ kaise pata karen hamari Whatsapp profile kis kis ne dekhi (check) ki hai hindi ?
  4. 8 mistake you are making while charging your smartphone battery.! Phone charge karte samay na karen yah 8 galtiya.!

  • Developer options kaise enable karen...?

  1. iske liye aapko sabse pahle phone settings mein jaye
  2. Ab aapke liye about par click karna hai
  1. About par click karne ke baad ab aap about mein Build number ko find karen


  1. Ab aapke liye build Number kar 7 times click karen
  1. 7 times click karne ke baad aapke same ek popup show hoga jis par likha hoga you are a new developer bs aapka options enable ho chuka hai ab aap phone ki mein setting mein dekh dikhai de jayega ! Aap
Agar aapke liye yah post pasand aayi to aap is post ko apne friends ke shtah share karna na bhole or kisi bhi tarah ka sawal ya sujhaw hai to aap comment box mein comment kar sakte hai 

Thnxx

Developer Options Kya Hai? Developer Options ke liye hum Kaise Enable kar sakte hai...? Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous