Android Oreo go Edition kya hai~ Google ne nikala Oreo go Edition

Hello friends
Android Oreo ka name to aap sbhi ne suna hoga lekin kya aap jante hai Android Oreo go edition kya hai agar aapko nahi pata to aap is post ko last tak jarur read karen aaj hum ishi ke bare mein baat karne bale hai Android Oreo ke bare main to app sabhi jante hai lekin google ne recently nikala hai Oreo go edition to yah par hum sabhi confused hai ki aakhir Android Oreo go edition kya chij hai or yah kin devices ke liye hai or yah kaise unki madad karega to chaliye jaan lete hai Android Oreo go edition ke bare main

Yah baat to aap sabhi jante hai jo hamare budget phones jaise rs.3000 ke ya rs.4000 , rs.5000 ke hote hai inke liye hum kharidte hai inka hardware itna accha nahi hota hai or jo aapke liye yah par milta hai Android ka version Woh hota hai Marshmallow lollipop ya nougat kahne ko to hum Android use kar rhe hote hai lekin utna maja aa nahi rha hota hai to yahan par jarurat thi ki yhan par Android ka ek new version develop ho to yahn par Google ek new version leke aaya hai yahn par Android Oreo go edition jo targeted hoga low price smartphones device ke liye jahan par milti hai limited specification maan jise 1GB ki RAM hi 8GB ki storage hai aise mein kya hota hai jb phone aapke hath mein aata hai to bhan par storage bhut kam hoti hai or agar aapne koi video record karli to uske baad aapki storage km padti rhti hai to yhan par Android Oreo go bhut si problem ko solve karega chahe vo performance related ho chahe vo storage related ho jaise ki jo user Budget smartphones use kar rahe hai jo 4,5 hajar rupye ke phone hai bhan par bhi Android ke letest features ko use kar paye better performance ke shath mein

Yahn par jo Android go edition milega vo milega sirf budget phones mein or yahn par jo sabse pahli problem hai vo hai storage ki phone lete hai to jo storage milti  hai vo milti hai 8 gb ki to ab jo phones aayenge jisme hoga Android Oreo go edition usme jo storage milti hai vo almost double hogi os ka jo code hai vo bhaut hi chota hai jo phone mein pahle se installed app hai unka size bahut hai chota hai to yahn par jo aapko free storage milegi vo hogi almost doubleOr jo aap koi app install karenge unka size jo hoga vo hoga 50% isse app application ke liye jyada install kar payenge isse pahle ki vo full ho jaye or yhan pr hum baat karte hai performance ki to vo jo aapke liye apps loading performance milti hai vo aapke liye 50% fast milne bali hai or aapko yah par jo performance hogi vo optimise Hogi Woh Hogi aapke hardware ke hisab se isliye aapke liye yahn par aapko performance acchi dekhne ko mil jayegi


Agar aapke liye yah post pasand aayi to aap is post ke liye share karna na bhole kisi bhi tarah ka agar sawal hai to aap comment box mein comment kar sakte hai hum aapke sawalo ke jabab dene ki puri koshish karenge

Thnxxx

Android Oreo go Edition kya hai~ Google ne nikala Oreo go Edition Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous